Tuesday, October 25, 2011

Bhool Gayi Nafrat Ka Fasana


 Kaash humey itni gheraiyon  say Mohobbat na seekhai hoti , 

 toh aaj hum bhi nafrat bhari  nazaroon say dekh saktey.








Tuesday, October 18, 2011

Kahan gayi woh Manzil...!!??!!


Kyun uss Azeez ne humey ghair bana diya, 
Manzil toh ek hi thi toh kyun humey raah say  hata  diya.


Saturday, October 1, 2011

Kaisa hai yeh safar





Bahot mushkil hai yeh safar
chal rahi hoon jis dagar
Lay rahi hoon harr qadam
Dua'ein hain harr waqt


waqt hai na guzar
dil mein phir bhi hai aans
hai yehi woh safar
jiski na thi kabhi  talash


Karti hoon Dua harr waqt
phir kyun dil mein hai darr
kya yeh hai aisa gunaah
jiski na koi magh'firat


Sabr hai din aur raat
In'nalaha Ma'Sabreen 
ke zikr ke saath
Dua'a ki hai darkhaust
Sajde mein hoon Rabb ke paas